Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Bindiya Goswami
Home Bindiya Goswami
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm mmmm aa haa haa hey hey hey hmmmm hmmmm hmmm hmmm aane wala pal jaane wala hai aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai hooo hooo ek baar yun mili masoom si kali ek baar yun mili masoom si kali hoo khilte huye kaha khush baash main chali dekha to yahin hai dhundha to nahin hai pal jo ye jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai ek baar waqt se lamha gira kahin ek baar waqt se lamha gira kahin wahaan dastaan mili lamha kahin nahin thoda sa hasaa ke thoda sa rulaa ke pal ye bhi jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai aane wala pal jaane wala hai
jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar are jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan are nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le jaanu meri jaan main tere qurbaan o jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan hey hey hey hey
mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen aa aa aa aa aaa hai pyaar kya ye bata dilrubaa hai pyaar kyaa ye bata dilrubaa mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen saason se ye kya khushboo ude aankhon se ye kya chhalke nashaa pyaase dilon ka pehla milan kya rang laaye dekho zara aa aa aa aa aa aa aa o dilruba ye humen kya huaa mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen kuchh to batao kuchh bolo na milte hain kaise do dil yahan saahil se jaise lehren milen jaise zameen se wo aasmaan aa aa aa aa aa aa aa o dilruba pyaar to ho gaya mausam mastaana hai dil deewana hai pyaar mein hum tum kyu na kho jaayen kyu na kho jaayen kyu na kho jaayen hmm hmm hmm hmm hmm
nahin chaahiye rang mahal na dhan daulat ki shaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan ki ghar ghar mein khushiyaali ho sada sukh ki hariyaali ho nahin chaahiye rang mahal na dhan daulat ki shaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan tune hum ko janam diya hai tu hi paalan haar teri daya se phule phale hum sab ka ghar sansaar tune humko janam diya hai tu hi paalan haar teri daya se phule phale hum sabka ghar sansaar nahin chaahiye heere moti nahin chaahiye heere moti na ratnon ki khaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan sukh ke badle dukh dene ki agar bhawna teri dukh ko sehne ki shakti de yahi prarthna meri sukh ke badle dukh dene ki agar bhawna teri dukh ko sehne ki shakti de yahi prarthna meri kisi ke aage haath na failaayen apni mehnat ka sukh paayen itna de vardaan hum to maange tujhse maalik ek santosh ka daan ki ghar ghar mein khushiyaali ho sada sukh ki hariyaali ho nahin chaahiye rang mahal na dhan daulat ki shaan hum to
pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do ehde wafa pe marr mit jaana ehde wafa pe marr mit jaana ye hai rasm puraani ishq muhabbat pyaar ki kasmein samjho ye kahaani dil ko ab samjha do dil ko ab samjha do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhoola bisra jazba koi bhoola bisra jazba koi kadmon ko behka dein aanch puraani yaadon ki na chingaari sulgaa dein in ko raaz bana do in ko raaz bana do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhare khazaane khushiyon ke bhare khazaane khushiyon ke kismat se aaj mile hain aasaon ki phulwaari mein phool hi phool khile hain chun chun sej sajaa do chun chun sej sajaa do guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do
hmm hmm hmm hey hey hey lala lala lala thoda hai thode ki zarurat hai zindagi phir bhi aa haa khoobsurat hai thoda hai thode ki zarurat hai zarurat hai jis din paisa hoga wo din kaisa hoga uss din pahiye ghumenge aur kismat ke lab choomenge bolo aisa hoga thoda hai thode ki zarurat hai sun sun sun hawaa chali sabaa chali tere aanchal se udd ke ghata chali sun sun sun kahaan chali kahaan chali main chhoone zara aasmaan chali baadal pe udna hoga thoda hai thode ki zarurat hai haan zarurat hai hooo zarurat hai humne sapna dekha hai koi apna dekha hai humne sapna dekha hai koi apna dekha hai jab raat ka ghunghat utrega aur din ki doli guzregi tab sapna pura hoga thoda hai thode ki zarurat hai zindagi phir bhi aa haa khoobsurat hai thoda hai thode ki zarurat hai
hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the socha tha mai hai zindagi aur zindagi ki mai socha tha mai hai zindagi aur zindagi ki mai pyaala hata ke pyaala hata ke teri hatheli se piyenge woh khaahishen ajeeb thi sapne ajeeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the poochhenge ek baar kabhi hum tumse ruth kar poochhenge ek baar kabhi hum tumse ruth kar hum mar gaye hum mar gaye agar to aap kaise jeeyenge woh khaahishen ajeeb thi sapne ajeeb the jeene ko teri pyaar ki daulat mili to thi jab tum nahin the unn dinon hum bhi gareeb the tumse mila tha pyaar kuchh achchhe naseeb the hum unn dinon ameer the jab tum kareeb the
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aane Wala Pal Golmaal (1979) 04:39 20055
 
Poster of Golmaal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Bindiya Goswami
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:39   Song Number : 20055   

Jaanu Meri Jaan Shaan (1980) 07:10 18211
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:10   Song Number : 18211   

Mausam Mastana Hai Laalach (1983) 06:05 15185
 
Poster of Laalach (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Bindiya Goswami
Duration : 06:05   Song Number : 15185   

Nahin Chaahiye Rang Mahal College Girl (1978) 04:46 18499
 
Poster of College Girl (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Bappi Lahiri
Duration : 04:46   Song Number : 18499   

Pichhli Yaad Bhoola Do Mehndi (1983) 04:37 12387
 
Poster of Mehndi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Bindiya Goswami, Raj Babbar
Duration : 04:37   Song Number : 12387   

Thoda Hai Khatta Meetha (1977) 05:01 18209
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bindiya Goswami
Duration : 05:01   Song Number : 18209   

Tumse Mila Tha Pyaar Khatta Meetha (1977) 05:03 18417
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 05:03   Song Number : 18417   
Karaoke Songs of Bindiya Goswami, Sad Songs of Bindiya Goswami, Love Songs of Bindiya Goswami, Dance Songs of Bindiya Goswami, Hip-hop songs of Bindiya Goswami, Best songs of Bindiya Goswami, Super hit songs of Bindiya Goswami, hit songs of Bindiya Goswami, duet songs of Bindiya Goswami, solo songs of Bindiya Goswami, old songs of Bindiya Goswami, famous songs of Bindiya Goswami, Hindi Karaoke Songs of Bindiya Goswami, Hindi Sad Songs of Bindiya Goswami, Hindi Love Songs of Bindiya Goswami, Hindi Dance Songs of Bindiya Goswami, Hindi Hip-hop songs of Bindiya Goswami, best Hindi songs of Bindiya Goswami, super hit Hindi songs of Bindiya Goswami, hit Hindi songs of Bindiya Goswami, duet Hindi songs of Bindiya Goswami, solo Hindi songs of Bindiya Goswami, old Hindi songs of Bindiya Goswami, famous Hindi songs of Bindiya Goswami, Sing Along Songs of Bindiya Goswami, Sing Along Sad Songs of Bindiya Goswami, Sing Along Love Songs of Bindiya Goswami, Sing Along Dance Songs of Bindiya Goswami, Sing Along Hip-hop songs of Bindiya Goswami, Sing Along Best songs of Bindiya Goswami, Sing Along Super hit songs of Bindiya Goswami, Sing Along hit songs of Bindiya Goswami, Sing Along duet songs of Bindiya Goswami, Sing Along solo songs of Bindiya Goswami, Sing Along old songs of Bindiya Goswami, Sing Along famous songs of Bindiya Goswami